anjane lawjo ko ham apna banane ki kosis kiya karte hai, dil me chhupi baat batane ki kosis kiya karte hai. kahi hawaoo me kho na jaye alfaj hamare, inhe aakhon me dikha ne ki kosis kiya karte hai. Akele rahna hi hamri takdeer hai shaayad, in lakeero ko mitane ki koshis kiya karte hai. Kahi naraaj na ho jao inhe sun kar tum isliye rabse tumhe batane ki gujarish kiya karte hai.
Adi